HOME __ ENGLISH LYRICS __ BANGLA LYRICS __ HINDI LYRICS __ PAKISTANI LYRICS __DOWNLOAD LATEST MP3

Coke Studio Season 2 (2009 ) Episode 4 - Spirit lyrics











Track lists

1. Riaz Ali Khan - Bulleya
2. Atif Aslam - Mai Ne Main
3. Noori - Saari Raat Jaga
4. Shafqat Amanat Ali and JoSh - Mahi Ve
5. Zeb & Haniya - Chup

Lyrics: Noori - Sari Raat Jaaga


saari raat jaga re jaga re
lagey dil mai hara re hara re
khudh yeh khol na le yara re
tere il mai kon hai yara re
mery jan tune jana maine jana
mery jan tery haan mery haan
dar aya dar ayaa
dar aya dar ayaa na

lag jae aag mere dil mai
khoya yara na paya jo bhi dil ne
tere liye hara re yara re
tere liye saare gham hai sawwweere

jab tery aankhein so jaein
aur tery yaadein kho jaein
terey tan mai tere man mai
tere ghar ko aag lag jae
aur tujhe jaan na aaye

saary raat jaga re jaaga re
ab yeh banda hara re hara re
khoya yara na paya jo bhi mere dil ne
aaj yeh dhoond le yara re
ab jaage aahein mere dil mai
tere liye hara re yara re
tere liye saare gham hai sawweere

jab tery aankhein so jaein
aur tery yaadein kho jaein
tere tan mai tere man mai
tere ghar ko aag lag jae
aur tujhe jaan na aaye

jab tery aankhein so jaein
aur tery yaadein kho jaein
tere tan mai tere man mai
tere ghar ko aag lag jae
aur tujhe jaan na aaye

----------------------------------

Lyrics: Zeb and Haniya - Chup

chup....
suntay suntay,
mera sabar tou khatam howa
bus...
batain bohat hoween
ab tou piyar ka waqt howa
tm jano na
meray dil
main hai kia
ye lagan
methi si agan
chahye kia
teri ankhain
satayen
mjay pass bulain
muskurahat meri bolay kia
socho na
muskurahat meri bolay kia
socho na
chup chup chup
shhh chup

chup...
muskurahat meri bolay kia
socho na
muskurahat meri bolay kia
socho na
chup chup chup
shh chup
aaa tu hasen hai
koi tjh sa hai kahan
laikin rukhi guftugo
main ata nahi woh maza
jo hai piyar main
izhar main
dil ki har main
dilruba
muskurahat meri bolay kia
socho na
muskurahat meri bolay kia
socho na
chup chup chup
shh chup

----------------------------------

Lyrics: Shafqat Amanat Ali and JoSh - Mahi Ve

woh kehtey hain naa
jo hota hai achey k liyey hota hai
ghalat kehtey hain

kismat ka khel hai saara
phirta thaa main aawaara
yeh kya sey kya hogaya
chaar din ki zindagani
har pal ek nayee kahani
kya thaa main kya bann gaya

kya hua jo laaree chooti
jeevan ki gaaree lootee
khuaab hai tu mujhko naa jagaa
zindagi ek pal main saali
yun palat gayee hamari
jhoot hai tu mujhko naa bata

mumbai,sunaa tha yahan aadmi poori zindagi apni kismat
slow track se fast track laane mein nikaal deta hai
par dhaayee ghantey mein meri kismat
aisey slow track se fast track par aa jaayegi
yeh maine kabhi socha naheen thaa
saza maza ban jaayegi,yeh bhi kabhi socha nahi tha
last local kya chooti,saala kismat patree par aa gayee

karlo jo bhi karna hai
hota hai jo hona hai
guzra tu pal,yeh phir naa ayega
kya bura hai kya bhala hai
waqt hee shayad khuda hai
hojaney do phir,dekha jaaeyga

kya hua jo laaree chootee
jeevan ki garee lootee
khuaab hai tu mujhko naa jagaa
zindagi ek pal main saali
yun palat gayee hamaree
jhoot hai tu mujhko na bata

woh kehtey hain naa
jo hota hai achey k liyey hota hai
sahee kehtey hain

----------------------------------

Lyrics: Atif Aslam - Mai Ni Main

Mai ni main kinon akhan
Dard vichoray da haal ni

Dhuan dhukhay mere murshad wala
Jaan pholan taan laal ni

Jungle belle phiran dhondendi
Ajay na payo lal ni

Dukhan di roti, solan da salan
Aahen da balan baal ni

Kahay hussain faqeer nimana
Shoh milay tan thewan nihal ni

Mai ni main kinon akhan
Dard vichoray da haal ni

----------------------------------

Lyrics: Riaz Ali Khan - Bulleya

Bulleya Ki Janan Mein Kaun

Na Mein Momin Vich Maseetan
Na Mein Vich Kufr Dee Reet Aan
Na Mein Paakaan Vich Paleet Aan
Na Mein Moosa Na Firoon
Bulleya Ki Janan Mein Kaun

Awwal Aakhir Aap Noon Jaanan
Na Koi Dooja Hor Pichana
Mein Toon Vadh Na Koi Sayan
O' Bulleya o' Bulleya
Bulleya Ki Janan Mein Kaun

Na Mein Aabi Na Mein Khaki
Na Mein Aatish Na Mein Pon
Bulleya Ki Janan Mein Kaun

ENGLISH TRANSLATION OF BULLEYA:

Bulleya, Who am I?
I am no believer in a mosque
And I have no pagan ways
I am not pure. I am not vile
I am no Moses and I'm no Pharoah.
Bulleya, Who am I?

First and Last, I see the Self
I recognize no second to it.
No one is more knowing than me
But, Bulleya, who is it that's me?
Bulleya, Who am I?

Water no dust are neither what makes me
I am not flame. I am not wind
I am not Pure. I am not vile
I'm not moses and I'm no Pharoah
Bulleya, Who am I?

No comments:

Post a Comment


Music