
ALBUM - AZADI
Dil Nahin Lag Raha Had se barne laga, Zulm ka silsila Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha Us ne ehwaal poocha, To mein ne kaha Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha Sheh'r mein to mere, Jitne bhi yaar hain Sab giraftar hain, Sab giraftar hain Kis ko ma'aloom ho, Kaun ho kab reha Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha Mein bhi paaband hoon, Woh bhi paaband hai, Raastein band hein, Raastein band hein, Ab to mumkin nahin, He koi raabta, Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha Had se barne laga, Zulm ka silsila Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha Us ne ehwaal poocha, To mein ne kaha Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha Khudi Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai Sitaron se age jahan aur bhi hai aur bhi hai Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hai aur bhi hai Sitaron se age jahan aur bhi hai aur bhi hai Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hai aur bhi hai Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai Tu shaheen hai, Tu shaheen hai, Tu shaheen hai Tu shaheen hai, Tu shaheen hai Parvaz hai kam tera kam tera Tere samne Aasman aur bhi hai Tu shaheen he Basera kar Paharon ki chatano per Tu shaheen hai tu Shaheen hai tu shaheen hai Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai bata teri raza kia hai bata teri raza kia hai Kis nay Suna Kaha jo unho ne wo sab ne suna Jo hum ne kaha woh kis ne suna Koi yahan aapni zuban samjhe kahan Kaha jo unho ne wo sab ne suna Jo hum ne kaha woh kis ne suna Ghulami mai khush hai abhi Dosroon ki Ke rahte hai jannat mai woh Ehmaqon ki Ghulami mai khush hai abhi Dosroon ki Ke rahte hai jannat mai woh Ehmaqon ki Na hi rasta koi un ka na hi manzil Kaha jo unho ne wo sab ne suna Jo hum ne kaha woh kis ne suna Koi gum kahin hai koi gum kahin hai Koi Soch bhi un ki aapni nahin hai Na hi mustaqbal koi un ka na hi mazi Kaha jo unho ne wo sab ne suna Jo hum ne kaha woh kis ne suna Koi yahan aapni zuban samjhe kahan Kaha jo unho ne wo sab ne suna Jo hum ne kaha woh kis ne suna Ghulami mai khush hai abhi Dosroon ki Ke rahte hai jannat mai woh Ehmaqon ki Na hi rasta koi un ka na hi manzil Kaha jo unho ne wo sab ne suna Jo hum ne kaha woh kis ne suna Koi yahan aapni zuban samjhe kahan Kaha jo unho ne wo sab ne suna Jo hum ne kaha woh kis ne suna! Kyun Pareshan hai tu Kyun pareshan hai tu Kyun pareshan hai tu kei jahan aur bhi hen kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen Kyun pareshan hai tu Tere Ishq men shor machae Man charkha ghomta jae Pas bulae, pas bulae Kyun pareshan hai tu Kyun pareshan hai tu kei jahan aur bhi hen kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen Kyun pareshan hai tu Koi tujh bin aanso bahae,aanso bahae Kisi karwat so nahin pae Pas bulae, pas bulae Kyun pareshan hai tu Kyun pareshan hai tu kei jahan aur bhi hen kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen Kyun pareshan hai tu Tu hi apna log parae, log parae Koi kab se aas lagae Pas bulae, pas bulae Kyun pareshan hai tu Kyun pareshan hai tu kei jahan aur bhi hen kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen Kyun pareshan hai tu Lal Meri Pat Ho lal meri pat Rakhyo bala jhoolay lalan o lal meri Ho lal meri pat Rakhyo bala jhoolay lalan sindhri da sevan da Sakhi Shahbaz Qalandar Dama dam mast qalandar Ali da pehla number Dama dam mast qalandar Sakhi Shahbaz Qalandar Ho lal meri...hooo lal meri Char charagh teray balan hamesha Char charagh teray balan hamesha Panjvan balan ayo bala jhoolay lalan Panjvan balan Panjvan balan ayo bala jhoolay lalan Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar Dama dam mast qalandar Ali da pehla number Dama dam mast qalandar Sakhi Shahbaz Qalandar Ho lal meri...hooo lal meri Uncha roza peera tera Uncha roza peera tera Hait wagay daray ao bala jhoolay lalan Hait wagay Hait wagay daray ao bala jhoolay lalan Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar Dama dam mast qalandar Ali da pehla number Dama dam mast qalandar Sakhi Shahbaz Qalandar Ho lal meri...hooo lal meri Loshay Dil hai mera mulk tera Ja ne ja ja na ne ja Dil hai mera mulk tera Ja ne ja ja na ne ja Loshay Loshay ta'abad Balle Balle ta'abad Jeevay jeevay ta'abad Shad'ma yeh ta'abad Dil hai mera mulk tera Ja ne ja ja na ne ja Rasta jo amn ka hai Dhoond lein hum assaray naun Rasta jo amn ka hai Dhoond lein hum assaray naun Asseray naun, assaray naun Ja ne ja ja na ne na Loshay loshay ta'abad Balle balle ta'abad Jeevay jeevay ta'abad Shad'ma yeh ta'abad Dil hai mera mulk tera Ja ne ja ja na ne ja Dil hai mera mulk tera Ja ne ja ja na ne ja Aik naee manzil nazar mein Dil mein taza walwalah ho Aik naee manzil nazar mein Dil mein taza walwalah ho Walwalah ho walwalah ho Ja ne ja ja na ne ja Walwalah ho walwalah ho Ja ne ja ja na ne ja Loshay loshay ta'abad Balle balle ta'abad Jeevay jeevay ta'abad Shad'ma yeh ta'abad Loshay loshay ta'abad Balle balle ta'abad Jeevay jeevay ta'abad Shad'ma yeh ta'abad Dil hai mera mulk tera Ja ne ja ja na ne ja Dil hai mera mulk tera Ja ne ja ja na ne ja Meri Awaz Suno Meri awaz suno mujhe azad karo Meri awaz suno insaf do Azad karo Insaf do Karon kyun ghulami teri Ghulami teri kyun zalaman Meri awaz suno mujhe azad karo Meri awaz suno insaf do Azad karo Insaf do Mangon na Khudai teri Mangon mein to haq zalama Meri awaz suno mujhe azad karo Meri awaz suno insaf do Azad karo Insaf do Tere sang zamana sara Khuda he mere sang zalama Meri awaz suno mujhe azad karo Meri awaz suno insaf do Azad karo Insaf do Mahiwal Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mera Bhag Jaga. Marne se tao mein na daron Kese Chanab ko par karon Mera yar bhi tu mera piyar bhi tu Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mera Bhag Jaga. Lahron mein hai jan meri Sadyon se hai piyas teri Damsaz bhi tu dildar bhi tu Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mera Bhag Jaga. Dob Chali mein Dob chali Iis Jeney se Maot bahali Iis par bhi tu Uos par bhi tu Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga Mera Bhag Jaga Muk Gaye Nay Muk gaye nay Charkhay de gairay Mukee na judaee yaar dee Lag gaye nay roag hoay nay Sajna de baajo main rondi rahi Pori koi vee na gatti gaee Baithee udeekan main tallee paee Meray shareekaan de naal o phire Utray tarakla galay che meray Maran ae chadd kay main ote siray Aleph Ilmon bas karein o yaar! Iko aleph teray darkaar Ilm na aavay vich shumaar Jaandi umar nahin aitebar Iko aleph teray darkaar Ilmon bas karein o yaar Parh parh likh likh laavein dhair Dhair kitaaban chaar chapair Girday chanan vich anair Pichon rah te khabar na sar Ilmon bas karein o yaar Parh parh nafal namaaz guzaari Uchiaan baangaan changaan maareen Mimbar te charh awaaz pukaari Keeta tenon ilm khwaar Ilmon bas karein o yaar Iko aleph teray darkaar Iko aleph teray darkaar Sayonee Sayoonee, Sayoonee Chen ik pal Nahin. Aur koi hal Nahin Sayoonee, Sayoonee Chen ik pal Nahin. Aur koi hal Nahin Sayoonee, Sayoonee Kon morae muhar. kon morae muhar Koi Sanval nahin Sayoonee, Sayoonee Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin Sayoonee, Sayoonee Kia Bashar ki Bisat, Kia Bashar ki Bisat Aaj he kal nahin Sayoonee, Sayoonee Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin Sayoonee, Sayoonee Chor Meri Khata, Chor Meri Khata Tu, to pagal nahin Sayoonee Sayoonee Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin Sayoonee, Sayoonee Wahda Hu Tu, tu hi tu, tu hi tu Tu, tu hi tu, tu hi tu Meri nas nas mein tu Mere ang rang mein tu Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu, Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu, Meri jaan hai tu, Iman hai tu Mera deen hai tu, Quran..... hai tu Aghaaz bhi tu, Aakhir bhi tu Ghaib bhi tu, Zahir bhi tu Meri jaan hai tu, Iman hai tu Mera deen hai tu, Quran...... Tu, tu hi tu, tu hi tu, Tu, tu hi tu, tu hi tu Meri nas nas mein tu Mere rang rang mein tu Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu, Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu, Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu, La Sharika La Hu... Yaar Bina Yar bina dil mera nahin lagta Piyar bina dil mera nahin lagta Nahin lagta, nahin lagta Yar bina dil mera nahin lagta Piyar bina dil mera nahin lagta Kuch mujhe yar ki judai mar gai Kuch mujhe gher ki khudai mar gai Khudai margai,judai mar gai Yar bina dil mera nahin lagta Piyar bina dil mera nahin lagta Ho gai zindagi Parai yar ki Kese aab men doon dhuai yar ki Dhuai yar ki, dhuai yar ki Yar bina dil mera nahin lagta Piyar bina dil mera nahin lagta |
No comments:
Post a Comment